शुक्रवार, 9 अक्तूबर 2009

sharad purnima ka chand aasma me
aaj khubsurat sa nikala hoga
kahi use hamari najar na lage
ye soch ham bahar nikale hi nahi
yu to aksar aasma niharti thi
chand bhi dekhati thi
hamesa khamosh sa hi laga
aadatan aaj bhi nazar aasama ki or ud gaee
bhul gaee aaj shard purnima hai
chand ko nihar bedi
phir apni galti ka ahssas huwa
kyu bahar nikali
aaj ki raat to khass logo ke liye hoti hai
aaj chand se chadani saath amrat barsati hai
mene ye kya gazab kiya
amar hone ka abhishaap apne sar kyu le liya
aaj na bahar nikhalti
nikalti to chand ko na niharati
kam se kam is jindagi ko jine ke abhishaaph se to bachati
पुराणों ने कहा था .सामाजिक कल्याण के लिए ..
असुरो के विनाश के लिए..
महिर्षि दधीचि अपने प्राण तज दिये ..
कलयुगी दधीचि उनसे ..
दो हाथ आगे निकल गए ..
समाज के विनाश के लिए ..
आसुरी भावो के विकास के लिए ..
संजीवनी छोड़ सिगरेट पी रहे ..
सवास्थ्य खुद का व् सामाज का ..
बिगड़ने में आगे निकल गए ..
बूडे समय से पहले हो कर ..
पारिवारिक जिम्मेदारिया से मुह मोड़ कर ..
सारी रिवायातेव से आगे निकल गए ...
दूध और फल खा कर तो ..
हरी गोपाल बन गए ..
सिगरेट पी कर ही ..
हैरी और माईकल निकलते है..
बस और रेल में घर और जेल में ..
सिगरेट सुलगाते जिंदगी निकाल गए ..
जो नहीं पीते उन्हें ताना दे कर ..
हँसी खेल में सिखा गए ..
अगर पैसे न सही ..
फिर भी जिंदगी उधारी से निकल गये..
न मिली सिगरेट तो ..
बीडी सुलगाते जिंदगी निकल गये ..
मेहनत कीसारी कमाई ..
बीडी,सिगरेट की सीढी में चढाते निकल गये..
परिवार की खुशियों को ..धुएं में उडाते निकल गये..
वो तपस्वी भी क्या थे ..दान हड्डियों का दे गये..
ऐ तो कलयुग के दघीच..हड्डियों के साथ -साथ ..फेफडे,गुर्दे भी कुर्बान कर गये ..
साथ परिवार को अस्थमा ..टी. बी दमा दे निकल गये ..क्यों कि ..........धुम्रपान कि राह में खुद ..
कुर्बान हो परिवार को सारे -राह ..
छोड़ निकल गये...
'सुरभि'
प्रस्तुतकर्ता surabhi पर 7:47 AM 1 टिप्पणियाँ
Thursday, April 9, 2009

दोस्त वो बे मिशाल है
हमेशा सही रह बताई उसने चलने को
हमारी दोस्त के बीच
हमेशा खामोशी का तार जुडा रहा
पर उसने कभी अपनी परेशानी नहीं बाटी हमारे साथ
शायद उसे हम पर ऐतबार ना रहा
प्रस्तुतकर्ता surabhi पर 4:05 AM 0 टिप्पणियाँ
Monday, May 26, 2008

mahilao me badhati nashe ki pravarti
nari shakti agar nashe ki girapht mai aa gayi to hamare desh ka bhavi bhavishy kaisa hoga , kya hoga .ye gambhir chintan ka vishay hai , aadhunik jivan shaili bhi kitani tej,daudati-bhagati si ho gayi hai kisi ko kisi ki sudh lene ka samay nahi hai .pariwar ke sadasy ek dusare se ek ghar mai rahate huye bhi mil nahi paate. jeevan tanav se bhara huwa hai har ek ko aage badane ka tanav, har sukh udhane ka tanav,aise mai tanav ko dur karane ke liye saral va sasta upay cigrett aur sharab ka sevan jise kuchh had tak saamaajik svikrti bhi mil gayi hai aur aisi vajah se mahilaoo mai bhi isaka chalan badhata ja raha hai .isake alava mahilaoo me nashe ki badhati prvarti ko phailane mai bahut bada yogdan filmo,prchar maadhayamo me cegrett tambacoo ka sevan dikhaya jana hai,jisse yuwa hoti kishoriya jyada prabhavit hoti hai, filmabhinetri dvara cigarett sharab ka filmo me pryog karana aur unki nakal kar , unaka jaisa banne ki tammana rakhana yuvatiyo ko nashe ki or le ja raha hai.nashe ki badati pravarti ko baava dene ka dusara sery tambacoo va sharab utpadan karne vaalo ko jata hai , ve janate hai vartaman mai nasha karane wale unake garhak [prti varsh 50 lakh se jyada] maut ke muha mai chale jayege phir unake utapad ko kon kharidega, unaki talash naye grahak ke rup mai bachche aur mahilaoo par hai. jisake liye ve pralobhan yuakt prataksh- paroksh vigyapano ka sahara leti hai .in tambacoo sharab utpaadako ne prlobhan ka nayab tarika nikala hai ki shepiyan to sharab nahi khushiya mananeka ek madhyam hai aur mahilao ke liye kam tambacoo yukat cigarett bhi hai ,in utpaadako ko to apne laabh se matalab hai desh ya samaj se kya lena dena.nashe mai tambacoo ,kheni bidi, tambacoo yukt pan masala ,gutaka aur sharab aadi ka nimn aay varg ki mahilao me bahutayata se prachalan badata ja raha hai . iski vajah bhi hai ,is varg ko is baat ki chinta bhi nahi,ki samaaj kya kahega, khud ka svasthy kharab hoga,dant,muha kharab ho rahe hai ,koee chinta nahi, roj kamaya aur khrach kar diya. insab baato ki vajah agyanata ashiksha ya samaaj se upeksha ya kuchh or, par mahilaoo mai nasha bahutayata se prachalit ho raha hai.madhyam varg ki mahilao mai nashe ne apni jadhe nahi phela paayi hai kyuki yahi wo varg hai jise bhartiy pramparao maanyataoo aur samaj ki chinta hai shaayadisiliye ab tak mahilaye is buraee se khud ko aur apne bachchho ko bachaye huve hai samaaj mai abhi tak reeti rivaj kaayam hai.rahi baat uchcha varg ki,to unake liye tambacoo sharab utpaadako ne khas kam tambacoo yukt cigarett kam ailkohal ki sharab mahilao ke liye banane ka vigyapan prataksh- paroksh rup maibanaya hai .uchcha varg ki mahilao ne bhi ise stetas simbal maan kar apna liya aur aaj uchcha varg ki mahilao mai nashe ne apni jadhe gahari jama li hai.uchcha varg ki nakal mai saamaany varg ki mahilaoo khas kar kishoriyo par iska gambhirasar pada ve bhi ise pheshan ki tarah apne jivan mai apna bhi rahi , unme cigarettsharb ka chaln shuru ho raha haimahilaoo mai badati nashe ki prvrti ka mul karn sayuakt pariwar ka bikhrav, ghar mai bade bujurgor ka samman n hone se pariwar mai sashkt sanrksh ka aabhav , ekal pariwar ka badhta chana , pariwar ki khushhaalee ke liye maataa- pita dono ka nokari peshaa hona ,bchchho, khas kar yuwa hoti kishoriyo par kam dhayan de paanaa , unhe shi galat ki pahachan bataane wala bada bujurg ghar mai na hona. ye sabhi baate samaaj ko patan ki aur le ja rahi hai.samay rahateham sachet hote hai aur is samsya par dhayan dete hai tabhi savsth samaaj aur savasth desh ki pari kalpana saakar hogi.jay bharat, jya hind
प्रस्तुतकर्ता surabhi पर 9:15 AM 0 टिप्पणियाँ
Tuesday, May 20, 2008

nari tari ye hi jindagani
नारी को हमेशा विवादों रखना शायद पुरुष समाज कि जाने क्या मजबुरी है. कोन नहीं शुकुन से जीना चाहता चाहे वो नारी ही क्यों न हो .जब नारी घर से बाहर रोजी रोटी के लिए जाती है तब उस कि जिंदगी दोहरी और ताकन से भरि होती है क्यों कि घर आकर तो उसे ही घर कि सभी जिम्मेदारिया निभानी पड़ती है .खुद उस का जीवन इनसब में खो जाता है सारी जद्दो जाहत घर कि लिए होती है और बदले में उसे क्या मिलाता है उपेक्षा त्रिस्कर ,व्यग समाज का पर ममता कि मरी फिर भी खटतीहै और एक दिन खर्च होजाती है चली जाती है खामोशी से
प्रस्तुतकर्ता surabhi पर 1:05 AM 0 टिप्पणियाँ
Sunday, March 30, 2008

कितना सच है आज भी मल्थास का सिद्धांत
मानव ने विकास तो खूब किया आधुनिक संसाधनों ,सुरक्क्षित मापदंड को ध्यान में रखते हुए सुखा, अकाल,भुखमरी ,फ्लेग महामारियों से लड़ने के लिए आधुनिक संसाधनों से सुरक्क्षित उपाय खोज लिए अब इंसानों को लम्बी उम्र यानी कि अमर बनाने के उपाय पर भी खाज जारी है ऐसे में माल्थस का जनसख्या का सिद्धांत हरता नजर आता है पर एक ओर तो किसी कि नजर नहीं गयी जो साठ दसको से आहिस्ता -आहिस्ता अपने कदम बदाता चला जा रहा है ,समाज कि रग-रग में समाता चला जा रहा है महामारी कि तरह आज देश हमारा विकास के पथ पर अग्रसर है देश कि उत्पादन क्षमता युवाओ से ही है ओर ये दुश्मन युवाओ को निगलने कि फिराक में है हर वर्ष ५५००० हजार लोग इसकी वजह से मौत के मुह में चले जाते है साथ में चली जाती है उन युवाओ को योग्य बनाने कि साडी मेहनत अब उसकी नजर अपने नए ग्राहक के रूर में बच्चे व महिलाये है और वो उनको लुभावने रूप रखकर प्रभावित कर रहा है पर अब तक मेने उस बहुरूपिये का नाम तो बताया ही नहीं चलिए उससे परिचित करती हू सावधान रहने के लिए पहले ये शराब ,भांग अफीम के रूप में था पर अब इसने भी अपना आधुनिकीकरण कर लिया स्मेक चरस, गांजा,हिरोइन नशीली गोलिया रजनीगंधा ,पान मसाला ,त्रिकाल, पेंथर ,आनंद ,लहर ,कमला पसंद आदि अनेक नाम से मौत बिक रही है जोकि सस्ते होने के नाते युवाओ कि पहुच में भी है परिणाम स्वरुपकुछ समय बाद उन्हें उसकी लत लग जाती है और टी बी कैंसर एड्स जैसे भयानक रोग उपजाते है हेरानी कि बात तो ये है जो काम्पनियातम्बाकू उत्पाद बनती है वे जानती है कि हमारे नियमित ग्राहक कुछ दिनों बाद ख़त्म हो जायेगे शायद इसीलिए नए ग्राहक के रूप में उनकी नजर बच्चो और महिलाओ पर गढी है आज बच्चो के लिए सिगरेट के आकर कि टोफियाऔर तम्बाकू पुच कि तरह मीठी सुपारी के पैकेट बाजार में उपलब्ध है और बच्चे भी बडो के अंदाज में इन उत्पादों को खरीद कर खाते है कुछ समय के बाद बच्चे इन सब को छोड़ नशीले उत्पादों को भी प्रयोग करने लगे तो आश्चर्य नहीं बच्चो के आदर्श तो घर के बड़े ही होते है और वे उन कितरह ही बनना चाहते है उनके नशा करने कि खबर सबसे बाद में लगाती है वो माँ-बाप ही होते है तब बात कठिन मोड़ तक पहुच जाती है फिर दोड शुरू होती है उससे उत्पन्न बीमारियों से लड़ने काताजुब्ब होगा जान कर अधिकतर तमाबकोओ उत्पादन करने वाली काम्पनिया ही दवाओ का भी उत्पादन करती है लाभ हर हाल में उनको ही मिलाता है जनता को नहीं अगर अब भी हम सचेत न हुए तो मल्थास का जनसंख्या का सिद्धांत सच साबित होजायेगा हमारे हाथ जो शेष होगा वो वर्द्ध और दुदमुहे बच्चे उनको पालने वाली शक्ति से हम वंचित हो जायेगे , देश ने जो विकास किया है उसे आगे बडाने वाली युवा शक्ति ही नहीं रहेंगी तो देश विकसित देशो का मोहताज होजायेगा और एक दिन ऐसा आएगा कि फिर हम विकसित देशो के गुलाम कहलाये गे ,पूर्णतया आर्थिक रूप से गुलाम हो जायेगे समय रहते हमें सचेत हो जाना है ,अभी भी सभालाने का वक़्त है हमारे पास अपने को व अपने प्रियजनों को नशे से दूर रखने व अपने समाज को नशे के हर रूप से बचाए हमारा ये नेतिक दायित्व भी है समाज के प्रतिसुरभि
प्रस्तुतकर्ता surabhi पर 8:00 AM 0 टिप्पणियाँ
Friday, March 28, 2008

aaj bhi kitan scha malthas ka sidgant
manv ne vikas to khub kiya sukha,akal,bhukhmari,phleg sabhi ko aadhunika or surakakshit upay khoj liye in sab se bachav ke yaha tak manv jivan ko amar banane ki raha bhi khojani shurukali,to aise me malthaska jansakhya ka sidhantharata najar aata hai par ek or insan ki najar na padi jo mahamari ban samaj ki yuwa pidi ko vinash ki or le ja raha hai yuwa pidi jo desh ke vikas me apna sahayog deti desh ko vikas ke path par le jati wo aaj vinsh ki or bad rahi hai
pichhale sadh dask se usane apneper aahista-aahita samj me phailane shurukiyevividh rup dhar kar ,ab to uski najar masum bachcho par bhi pad gaee haiwo unhe bhi maut ki god me sulana chati hai
are mene uska nato bataya hi nai ,wo aahista-aahista badtimaut hai nasha, jiske rup to anek hai par kam to ek hai ,jite jagate insan ko nakara bana dena _pahale wo sharab. bhang .gaanja ,aphim ke rup me jani jati thi or ab parishkrt ho smek,char hiroeen rajani gandha ,pan parag ,trikal aadi namo se jani jati hai or aved rup se hamare desh me prvesh kar yuwa pidi ko shakti hin kar rahi hai jisaka asar hamari utpadan shakti par padega ,aarthik rup se ham kam jor ho jayege
utpadam karne wallo ko to sirph apne phayade se matalab desh se nahi ,wi janate hai prti vrsh 500000log iski wajah se maut ke muh me ja rahe hai ,inka upbhogata varg kam hona jaye is ke liye unka sara dhan ab bachcho or mahilao par kendrt hai bachchab jo taphiya ya anny khane ki vastu kharidate hai ve akar me cigarette ki tarah ya tambacoo ke peket ke tarah hoti hai bachche bhi unhi is tarah istemal karte hai jisi badi nasha karne waqt karte hai
kuchh or bade hone parunhe tophi aadi khane me sharam aane lage gi or bado ki jamat me khade hone ke sapnoko liye unka anushard karne lage ge isbaat ka pata maa bap ko sabse baat me pata chalta hai ,tbtak unhe sabhalana bhi kadin ho jata hai
ye baat saph nazar aati hai bachche ab tophi biskut nahi supari ya pan parg kharidte najar aajate hai maa pita is baat ko gambhirta se nahi lete balehi bad me pachhtana pade jivan bhar
agar ham ab bhi sachet na huye to hamare hath khali raha jaye ge or shesh bache ge vard or dudh muhe bachche,unko palne wali shakti se ham vanchit rah jayege desh ne ab tak jo vikas kiya hai use aage badane wali shakti hi na rahegito desh dusare vikasit desho ka mohataj ban jayega ,ek samay aisa aayega ki ham phir aarthik gulam kalane lagege
samay rahate sachet ho jaye to achchha hai abhibhi sabhalane ka waqt hai hamare pas,phir se jivan ko saja savar sakate haiiske liye itana hi karna hai nashe ko apne or apne priyjane se dur samj se dur hatana hai chaye wo nashe ka koee bhi rup house mitanahai
nashanahi khushieeyo ko gale se lagaeeye,ye desh aapkahai ise khushiyo se savariye ke aap ka hak hai
Surabhi

गुरुवार, 8 अक्तूबर 2009


agar jaha me mummtaj na aati..shahjaha se wo mulakat na hoti..dono ki diwangi parwan na chadti..to Tajmahal tamir na hota...
Posted by surabhi at 8:44 AM 0 comments
Thursday, November 29, 2007

achchha kiya Shahjaha ne..jama pahanaya khubsurati ka..aapne mohabat ko..nam diya Tajmahal ka ..nahi ti..gumnam ho jati itihash me..samaj ke dekedar ..tar-tar kardete uski mohabat ko..kiShahjaha se bhi na dekhi jati ..apni mohabat ke avashesh..achchha kiya usne..apni mohabat ke mahal banane walo se..unake hath hi magn liye..agar aisha n hota..aaj anek Tajmahal hote ..us mohabat ki pahachan kho jati....
Posted by surabhi at 8:39 AM 2 comments

ek shararat tum ne kithi..ek shararat ham ne ki..kahe ka shikwa..kahe ki shikayat..baat barabar ho gayee..hishab n ab koee shesh raha!
Posted by surabhi at 8:08 AM 0 comments
Sunday, July 1, 2007

kaam ek ..khaas hai aapse...
aaj phir jarurat aa padhee hai Kabir,Rahim, Ravidash jaise mahan logo kijo shamaj ko phir ek naee rah,jo nashe jaise buraeeyo se logo ko dur rakhshkeunehai jindagi naye dhan se jina sekha de,is kam mai mukt hirday se shahyogaap de ge muchhe is baat ka yakin hai..Kabirdas ji ne dhik hi kaha tha...amlii ho bhu pap se,shmujhat naahi andhkahai kabir amli ko kal chdh-ave kandhKabir ji...raakhe barat ekadshii,krai ann ko tyag maang tmakoo ntjai,khai kabir abhag kishee ke neeche girne mai bhiklyad chhipa hai bhuto kabuandh barshat ki jo uchaeeyo ki shikhar kpar thijab neeche girati haito punha ek bar koshishupar uthane ki karti haiannt tah bikhar hi jati hai thara maishama hi jati hai dhara maiuska ashittva mit jata haiushka yah mon shamarpadkishi ko bhi yaad nahi rahatanajar aati hai to sab ko shirphharee-bharee vashuandharahare-bhare upvan pai-paudhe,phalo se bhare varkshus buandh ka nam koee nahi letajishke bikhrne se hi ye dhara sharmadh huee
Posted by surabhi at 11:17 AM 4 comments
Newer Posts Home
Subscribe to: Posts (Atom)
raakhe barat ekadshii,krai ann ko tyag maang tmakoo ntjai,khai kabir abhag kishee ke neeche girne mai bhiklyad chhipa hai bhuto kabuandh barshat ki jo uchaeeyo ki shikhar kpar thijab neeche girati haito punha ek bar koshishupar uthane ki karti haiannt tah bikhar hi jati hai thara maishama hi jati hai dhara maiuska ashittva mit jata haiushka yah mon shamarpadkishi ko bhi yaad nahi rahatanajar aati hai to sab ko shirphharee-bharee vashuandharahare-bhare upvan pai-paudhe,phalo se bhare varkshus buandh ka nam koee nahi letajishke bikhrne se hi ye dhara sharmadh huee
Posted by surabhi at 11:17 AM 4 comments
Newer Posts Home
Subscribe to: Posts (Atom)